Categories
मेरी त्रिवेणी

ज़ियाँ दिल का किया

ज़ियाँ दिल का किया जो तुमसे लगाया
तो पल-पल सीने में धड़कता क्या है?

तेरी आरज़ू मुझे कहाँ बहा ले जा रही है?

ज़ियाँ = loss


शायिर: विनय प्रजापति ‘नज़र’
लेखन वर्ष: २००४

By Vinay Prajapati

Vinay Prajapati 'Nazar' is a Hindi-Urdu poet who belongs to city of tahzeeb Lucknow. By profession he is a fashion technocrat and alumni of India's premier fashion institute 'NIFT'.

17 replies on “ज़ियाँ दिल का किया”

और मुझे मिर्ज़ा रफ़ी ‘सौदा’ साहब का यह शे’र:

क्या चीज़ है वो, दिल जिसे कहते हैं इलाही
ये क़तरए-ख़ूँ सीने में आफ़ात-तलब है…

इलाही : मेरे ख़ुदा
क़तरए-ख़ूँ : ख़ून की बूँद
आफ़ात-तलब : आफ़तों का इच्छुक

What can I say except :

Takhleeq-e-kainaat ke dilchasp jurm par
hansta hoga aap bhi yazdan kabhi kabhi

@ khoobsoorat sh’er… madhu ji kuchh apane baare mein batayein kya aapka koi weblog hai?

BTW I forgot to mention but this isn’t my sh’er – I am not anywhere near being capable….shayad Iqbal ka sh’er hai.

Naheen, weblog naheen hai, professionally main logon ke jazbaat kuredti hoon……jise english mein psychotherapy kehte hein….

bana hai shaah ka musaahib, fire hai itaraata
wagarna shehar mein ‘ghalib’ kee aabroo kya hai ?

वह शब्दों की आड़ लेकर मेरे दिल तक जाते हैं
देखना चाहेंगे, अब वह हमें क्या-क्या दिखाते हैं…

तो आप को मेरे जज़्बातों की तह में क्या मिला?

Tamam sheh’r hi jiski talash mein gum tha
Main uske ghar ka pata kis se poochta yaaro?

Jap aap ko sab kuchh confused lagta hai, to *mujhe* kya milega jazbaton ki teh mein, confusion ke alava?

Confusion का कारण मिलना चाहिए था! ख़ैर जाने दीजिए!

Har ek insaan ke andar ek pagal insaan baitha hai. Mujh mein, aap mein…….and he feeds on trauma….

Par uska kaam hai insaan ko strong banana…..

That inner person may expend his energies towards creating a havoc, yaani ke paagalpan jo dikhayee deta hai….or can use them for creativity….

har shayar pagal hota hai….agar janoon na ho, to shairi main maza kahaan….

I think of it as a consolation prize…..

Not an answer to your question…but perhaps a path that leads to self reflection?

Logon ke dabe emotions kuredna hi ‘shayari’ hai, main unmein se nahi jinake ek haath mein JAAM aur doosare haath mein KALAM hotii hai… 😉

Bhala jaam mein kya buraayee hai?

Jaam yaadon ko deaden karne ke liye uthaya jaata hai, ya phir unhein kuredne ke liye….

whatever works!

Well, America mein to koi bhi kisi bhi baat ke liye pee leta hai! India mein aaj bhii jaam peena bura hii maana jata hai!

Come on..

Mirza Ghalib wouldnt be Ghalib if there was no jaam….

Kahan maykhane ka darwaaza aur kahan wayaz
Bas itna jaantein hain kal woh jaata tha ki ham nikle…

And bacchan…

Is paar priye tum ho, madhu hai
Us paar na jaane kya hoga?

दोस्तों उस चश्म-ओ-लब की कुछ कहो जिसके बगैर
गुलिस्तान की बात रंगीन न मैखाने का नाम

फिर नज़र में फूल महके दिल में फिर शमा जली
फिर तसव्वुर ने लिया उस बज्म में जाने का नाम

मोह्तसिब की खैर, ऊंचा है उसी के नाम से
रिंद का, साकी का, मय का, खुम का, पैमाने का नाम

हम से कहते हैं चमन वाले गरीबान-ए-चमन
तुम कोई अच्छा सा रख लो अपने वीराने का नाम

फैज़ उनको है तकाजा-ए-वफ़ा हम से जिन्हें
आशना के नाम से प्यारा है बेगाने का नाम

फैज़ अहमद फैज़

Hamein intezaar rahega tera kufr ki shab tak
Safar katne ko iss jurm ko koi naam tou de do

Na ummeed tere aane ki, phir bhi raah taktein hain Sameer
Hamari iss sharafat ko koi ilzaam tou de do

Ab kis se kahein haal kaheen rusva na ho jaye tu
Aagaaz na ho jiska uss kahani ko koi anjaam tou de do

Junoon mein aur ibaadat mein mere naheen hai farq bepanha
Na jaanib gar ho maykhana mujhe bhagvaan tou de do

Typo:

Junoon mein aur ibaadat mein naheen hai farq bepanha
Na jaannib ho maykhana mujhe bhagvaan tou de do

Leave a Reply to MS Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *